Thinkpad E480 laptop upgrade option | RAM | SSD | HDD upgrade information in hindi
Thinkpad E480 laptop upgrade option
Hello Dosto aapko is Article me Thinkpad E480 laptop Ram Upgrade | Thinkpad E480 laptop Ssd Upgrade | Thinkpad E480 laptop Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.
aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.
aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me.
ham is article me janege ki Thinkpad E480 laptop ko kaise upgrade kar sakte hai.Thinkpad E480 laptop me ram slot kitna hai aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.
Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega, aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Thinkpad E480 laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.
Note – Is article me sirf Thinkpad E480 laptop model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.
Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.
Click Here to find out model number.
Table of Contents
Thinkpad E480 laptop RAM Upgrade :-
Thinkpad E480 laptop me DDR4-2666mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega. Is laptop me 2 slot hai, usme se ek slot me 4GB ya 8GB rahta hai. aur ek slot khali (empty) rahta hai
Aur is laptop me total Maximum 32GB hi Ram upgrade kar sakte hai.
Thinkpad E480 laptop hard disk drive Replace or Upgrade :-
Thinkpad E480 laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive laga sakte hai is laptop,
Jaise Ki WD 2.5inch HDD, Seagate 2.5 inch HDD, Hitach 2.5 inch HDD etc. maximum 2TB tak hard disk drive upgrade kar sakte hai.
Recommended :- any hard disk drive -7200 RPM.
Thinkpad E480 laptop Sata SSD Upgrade :-
Thinkpad E480 laptop me 2.5 inch sata SSD laga sakte lekin hard disk drive ki jagah par Replace karna hoga.
2.5 inch SSD ke sath 2.5 HDD nahi kar sakte hai. ya to aap 2.5 inch SSD lagye ya to 2.5 inch HDD laga sakte hai.
Thinkpad E480 laptop M.2 SSD upgrade :-
Thinkpad E480 laptop me Pcie M.2 Nvme -2280 Gen 3 SSD lagega. App is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.
is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive laga sakte hai.
Part Name | Discriptions |
---|---|
RAM | 2 Slot 1 Slot Empty, DDR4-2666mhz-SODIMM, Maximum-32GB RAM, |
SATA SSD | 2.5 inch sata SSD, Maximum – 2TB |
M.2 SSD | Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3, Maximum 2TB |
HDD | Any Brand 2.5inch HDD, Maximum 2TB |
Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen