Raiser Advantech TP 3260 printer driver download | for windows and ubantu linux operating system

 Raiser 3260 printer driver download | for windows and Ubantu linux operating system

 
 
 
 

winrar download for windows

            
 
 
 
                        Click Here
 
 
 
 
 

Raiser 3260 printer driver download for windows

 
 
 
                      Click Here
 
 
 
 
 
 
 

Raiser 3260 printer driver download for ubantu Linux

 
 
 
                        Click Here
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 

How to install Raiser printer on ubantu operating system USB and Network

 
 
 
1 – printer ka ip set karen ( apne router ke ke hisab se , ki apke yanha network range kon sa hai), aur fir printer ko switch me laga de.
 
2- uper diye gaye link ko click karke driver download karen aur save kijiye
 
3- Abhi driver ko save kiye hue folder me jayen aur driver ko extract karen , aur extract kiye hue file ko open karen, 
 
4- driver ke folder ko open karne ke baad apko ppd , install, etc file dikhega, waha par khali jagah par Right click karke open in terminal par click karna hai.
 
5 – abhi apko command enter karna hai terminal me,
     ( sudo ./install) sudo ke baad ek space hai fir dot aur forward slash aur slash ke baad install type kar ke enter button press karna hai,
 
fir uske baad apko password enter karne ko ayega ye o password rahega jo ki aap login karte time enter karte ho.
 
6 – abhi aage apko agar ( command not found ) ka output mil raha hai to apko abhi dusra command enter karna hoga neeche bracade ke andar jo command hai usko enter karna hai,
 
( sudo chmod =x ./install )  ye command type karne ke baad enter karna hai. 
 
 
ye command kuchh is tarike se rahega —- sudo ke baad ek space fir chmod aur fir se ek space uske baad eqqwal x ke beech me space nahi hai , fir uske baad 
 
aur fir se ( sudo ./install ) command type karke enter karna hai.
 
 
 
 
 
 
 

 

 
 
 
 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi