Lenovo ThinkPad T460s upgrade option | Ram | SSD | HDD upgrade information in hindi
Hello Dosto aapko is Article me Lenovo ThinkPad T460s Ram Upgrade, Lenovo ThinkPad T460s Ssd Upgrade, Lenovo ThinkPad T460s Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.
aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.
aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai.
Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me.
ham is article me janege ki Lenovo ThinkPad T460s laptop ko kaise upgrade kar sakte hai.
Lenovo ThinkPad T460s me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.
Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega,
aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Lenovo ThinkPad T460s laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.
Note – Is article me sirf Lenovo ThinkPad T460s model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.
Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.
Click Here to find out model number.
Table of Contents
Lenovo ThinkPad T460s Ram Upgrade :-
Lenovo ThinkPad T460s laptop me DDR4-2133mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega.
Is laptop me keval Ek hi Ram slot hai jisme aap RAM laga sakte hai.
Aur is laptop me total Maximum 24GB hi Ram upgrade kar sakte hai.
Jaise ki is laptop me ek hi Ram slot hai, isliye aap ek slot me maximum 16GB ka Ram Laga sakte hai,,
Is laptop me 4GB aur 8GB Ram Non Removable hota hai.
( Mother board par 4GB/8GB RAM soldred kiya hota hai jisko change nahi kiya ja sakta hai jaise ki mobile phone me RAM hota hai).
Lenovo ThinkPad T460s hard disk drive Replace or Upgrade :-
Lenovo ThinkPad T460s laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive nahi laga sakte hai is laptop me.
Kyunki is laptop me 2.5 HDD lagane ka space nahi hai
Lenovo ThinkPad T460s Sata SSD Upgrade :-
Lenovo ThinkPad T460s laptop me 2.5 inch sata SSD nahi laga sakte.
Kyunki is laptop me 2.5 SSD lagane ka space nahi hai
Lenovo ThinkPad T460s M.2 SSD upgrade :-
Lenovo ThinkPad T460s laptop me M.2 sata 2280 SSD lagega.
App is laptop me maximum 1TB M.2 SSD laga sakte hai.
is laptop me M.2 sata SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive nahi laga sakte hai.
Part Name | Discriptions |
---|---|
RAM | 1 Slot upgradble, DDR4-2133mhz-SODIMM, Maximum-16GB RAM, |
SATA SSD | 2.5 sata SSD ke liye slot nahi hai (NA) |
M.2 SSD | M.2 sata 2280 SSD maximum 1 TB |
HDD | slot nahi hai (NA) |
Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.