Lenovo ThinkPad T450 upgrade option | Ram | SSD | HDD upgrade information in hindi

Hello Dosto aapko is Article me Lenovo ThinkPad T450 Ram Upgrade, Lenovo ThinkPad T450 Ssd Upgrade, Lenovo ThinkPad T450 Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.


aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 


 ham is article me janege ki Lenovo ThinkPad T450 laptop ko kaise upgrade kar sakte hai. Lenovo ThinkPad T450 me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.

Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega,

 aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho . Aur is Lenovo ThinkPad T450 laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.

 Note – Is article me sirf Lenovo ThinkPad T450 model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.

 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.

Click Here to find out model number.

 Lenovo ThinkPad T450 Ram Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad T450 laptop me DDR3-1600mhz SODIMM, ram lagega. Is laptop me 2 Ram slot hai.

Aur is laptop me total Maximum 16GB hi Ram upgrade kar sakte hai. 

 Is laptop me 4GB Ram Removable hota hai,

aap is laptop me per slot 8 GB Ram laga sakte hai,
Pahle aap check Karen ki apke laptop me kitne GB Ram Laga hua hai.


 Lenovo ThinkPad T450 hard disk drive Replace or Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad T450 laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch sata hard disk drive laga sakte hai is laptop,

 Jaise Ki WD 2.5inch HDD, Seagate 2.5 inch HDD, Hitach 2.5 inch HDD etc. maximum 1TB tak hard disk drive upgrade kar sakte hai. 

Recommended :- any hard disk drive -7200 RPM.

Lenovo ThinkPad T450 Sata SSD Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad T450 laptop me 2.5 inch sata SSD laga sakte lekin hard disk drive ki jagah par Replace karna hoga.

2.5 inch SSD  ke sath 2.5 HDD nahi kar sakte hai. ya to aap 2.5 inch SATA SSD lagye ya to 2.5 inch SATA HDD laga sakte hai.

 Lenovo ThinkPad T450 M.2 SSD upgrade :-

 Lenovo ThinkPad T450 laptop me M.2 SSD slot nahi hai, is laptop ke liye M.2 SSD na khariden.


Part Name Discriptions
RAM 2 Slot , DDR3-1600mhz-SODIMM, Maximum-16GB RAM,
SATA SSD 2.5 inch sata SSD, Maximum – 1TB
M.2 SSD M.2 slot nahi hai (NA)
HDD Any Brand 2.5inch HDD, Maximum 1TB



Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.



                                     

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi