Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) upgrade option | RAM | M.2 SSD | HDD upgrade in hindi

Hello Dosto aapko is Article me Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) Ram Upgrade, Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) Ssd Upgrade, Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.


aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 


 ham is article me janege ki Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) laptop ko kaise upgrade kar sakte hai. Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.

Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega, aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.

 Note – Is article me sirf Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.





 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.

Click Here to find out model number.

 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) Ram Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) laptop me DDR4-3200mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega. Is laptop me 2 RAM slot hai.

jisme se ek slot me ram laga hota hai, aur ek slot khali rahta hai. 

Aur is laptop me total Maximum 64GB hi Ram upgrade kar sakte hai. Is laptop me 8GB Ram ke sath me ata hai.


1) Crucial 4GB DDR4 3200Mhz SODIMM
https://amzn.to/35rLb1k
2)  Crucial RAM 8GB DDR4 3200 MHz SODIMM
https://amzn.to/2TBYHgc
4) Crucial 32GB Single DDR4 3200MHZ SODIMM
https://amzn.to/35vmFfS 





 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) hard disk drive Replace or Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive nahi laga sakte hai is laptop me,

kyunki hdd lagane ke liye space nahi hai.
 

Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) Sata SSD Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) laptop me 2.5 inch sata SSD nahi laga sakte hai.

 kyunki 2.5 ssd lagane ke liye space nahi hai.

 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) M.2 SSD upgrade :-

 Lenovo ThinkPad L14 G1 (intel) laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD lagega. App is laptop me maximum 2TB M.2 nvme SSD laga sakte hai.

is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive nahi laga sakte hai. 

kyunki hdd lagane ke liye space nahi hai.



3)CRUCIAL P1 500GB 3D NAND NVMe PCIe M.2 SSD (CT500P1SSD8)
https://amzn.to/3zHRgov
4)Crucial P1 1TB 3D NAND NVMe PCIe M.2 SSD – CT1000P1SSD8
https://amzn.to/3gxVA1I
5) NVMe PCIe Internal SSD, up to 2000MB/s – CT2000P1SSD8
https://amzn.to/3cQrep1





Part Name Discriptions
RAM 2 Slot 1 Slot Empty, DDR4-3200mhz-SODIMM, Maximum-64GB RAM,
SATA SSD 2.5 ssd ke liye space nahi hai (NA)
M.2 SSD Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD
HDD 2.5 HDD ke liye space nahi hai (NA)

Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi