HP elitebook x360 1030 G2 upgrade option | Ram | SSD | HDD upgrade information in hindi

Hello Dosto aapko is Article me HP elitebook x360 1030 G2  Ram Upgrade, HP elitebook x360 1030 G2  Ssd Upgrade, HP elitebook x360 1030 G2  Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.


aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 


 ham is article me janege ki HP elitebook x360 1030 G2  laptop ko kaise upgrade kar sakte hai. HP elitebook x360 1030 G2  me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.

Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega,

 aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is  HP elitebook x360 1030 G2 laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.

 Note – Is article me sirf HP elitebook x360 1030 G2  model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.

 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.

Click Here to find out model number.

 HP elitebook x360 1030 G2  Ram Upgrade :-

 HP elitebook x360 1030 G2 laptop me 8GB aur 16GB Ram Non Removable Ke saath me ata hai.

  ( Mother board par RAM soldred kiya hota hai jisko change nahi kiya ja sakta hai jaise ki mobile phone me RAM hota hai).


 HP elitebook x360 1030 G2 hard disk drive Replace or Upgrade :-

 HP elitebook x360 1030 G2  laptop me 2.5 sata HDD lagane ka jagah (space) nahi hai.

HP elitebook x360 1030 G2 Sata SSD Upgrade :-

 HP elitebook x360 1030 G2 laptop me 2.5 sata SSD nahi Laga sakte hai kyunki is laptop me HDD lagane ka jagah (space) nahi hai.

 HP elitebook x360 1030 G2 M.2 SSD upgrade :-

 HP elitebook x360 1030 G2 laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD lagega. 

App is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.

is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive nahi laga sakte hai.



Part Name Discriptions
RAM Ram non Removable (soldrade)
SATA SSD 2.5 inch sata SSD nahi lagega (N/A)
M.2 SSD Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD maximum 2TB 
HDD 2.5 sata HDD nahi lagega (N/A)

Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.



                                     Note


Agar apko koi problem a raha hai Desktop, Laptop aur Windows ke Related to aap is mail id 

khanabdulsalam19@gmail.com,

 par apna contact Number problem ke saath mail kar sakte hai. Apko jald se jald Solution mil sakta hai. agar hardware me problem hai to call par Guide kar sakta hu, 
aur apka windwos open ho raha hai, aur koi problem a raha hai.
to Remote par leke problem solve kar sakta hu.



Agar aap mumbai se ho to apko mai support kar sakta hu aap se Milke samne se.

yadi apko New Desktop, Laptop, windows, aur koi bhi computer part ya support chahiye to uper diye gaye mail id par contact kar sakte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi