HP elitebook 8470p upgrade option | Ram | SSD | HDD upgrade information in hindi

Hello Dosto aapko is Article me HP elitebook 8470p Ram Upgrade, HP elitebook 8470p Ssd Upgrade, HP elitebook 8470p Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.


aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 


 ham is article me janege ki HP elitebook 8470p laptop ko kaise upgrade kar sakte hai. HP elitebook 8470p me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.

Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega,

 aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is HP elitebook 8470p laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.

 Note – Is article me sirf HP elitebook 8470p model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.

 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.

Click Here to find out model number.

 HP elitebook 8470p Ram Upgrade :-

 HP elitebook 8470p laptop me DDR3-12800,1600mhz SODIMM, ram lagega. Is laptop me 2 slot hai. 

Aur is laptop me total Maximum 16GB hi Ram upgrade kar sakte hai. Is laptop me 4GB Ram Removable hota hai .


 HP elitebook 8470p hard disk drive Replace or Upgrade :-

 HP elitebook 8470p laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive laga sakte hai is laptop,

 Jaise Ki WD 2.5inch HDD, Seagate 2.5 inch HDD, Hitach 2.5 inch HDD etc. maximum 2TB tak hard disk drive upgrade kar sakte hai.

 Recommended :- any hard disk drive -7200 RPM.

HP elitebook 8470p Sata SSD Upgrade :-

 HP elitebook 8470p laptop me 2.5 inch sata SSD laga sakte lekin hard disk drive ki jagah par Replace karna hoga.

2.5 inch SSD  ke sath 2.5 HDD nahi kar sakte hai. ya to aap 2.5 inch SSD lagye ya to 2.5 inch HDD laga sakte hai.

 HP elitebook 8470p M.2 SSD upgrade :-

 HP elitebook 8470p laptop me M.2 SSD slot nahi hai (N/A)



Part Name Discriptions
RAM 2 Slot, DDR3-1600mhz-SODIMM, Maximum-16GB RAM,
SATA SSD 2.5 inch sata SSD, Maximum – 2TB
M.2 SSD M.2 slot nahi hai (NA)
HDD Any Brand 2.5inch HDD, Maximum 2TB

Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.



                                     Note


Agar apko koi problem a raha hai Desktop, Laptop aur Windows ke Related to aap is mail id 

khanabdulsalam19@gmail.com,

 par apna contact Number problem ke saath mail kar sakte hai. Apko jald se jald Solution mil sakta hai. agar hardware me problem hai to call par Guide kar sakta hu, 
aur apka windwos open ho raha hai, aur koi problem a raha hai.
to Remote par leke problem solve kar sakta hu.



Agar aap mumbai se ho to apko mai support kar sakta hu aap se Milke samne se.

yadi apko New Desktop, Laptop, windows, aur koi bhi computer part ya support chahiye to uper diye gaye mail id par contact kar sakte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi