Dell latitude E7470 upgrade option | Ram | SSD | HDD upgrade information in hindi
Hello Dosto aapko is Article me Dell latitude E7470 Ram Upgrade, Dell latitude E7470 Ssd Upgrade, Dell latitude E7470 Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.
aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2 ssd, aur hdd konsa lagega.
aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me.
ham is article me janege ki Dell latitude E7470 laptop ko kaise upgrade kar sakte hai. Dell latitude E7470 me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.
Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega,
aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho . Aur is Dell latitude E7470 laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.
Note – Is article me sirf Dell latitude E7470 model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.
Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.
Click Here to find out model number.
Table of Contents
Dell latitude E7470 Ram Upgrade :-
Dell latitude E7470 laptop me DDR4-2400mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega.
Is laptop me 2 Ram slot hai.
Aur is laptop me total Maximum 16GB hi Ram upgrade kar sakte hai.
Is laptop me 4GB aur 8GB Ram Removable hota hai.
Dell latitude E7470 hard disk drive Replace or Upgrade :-
Dell latitude E7470 laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive nahi laga sakte hai is laptop me,
Kyunki is laptop me 2.5 HDD lagane ke liye jagah (space) nahi hai.
Dell latitude E7470 Sata SSD Upgrade :-
Dell latitude E7470 laptop me 2.5 inch sata SSD nahi laga sakte hai.
Dell latitude E7470 M.2 SSD upgrade :-
Dell latitude E7470 laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD lagega.
App is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.
is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive nahi laga sakte hai.
Part Name | Discriptions |
---|---|
RAM | 2 Slot ,DDR4-2400mhz-SODIMM, Maximum-16GB RAM, |
SATA SSD | N/A |
M.2 SSD | Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD maximum 2TB |
HDD | N/A |
Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.
Note
Agar apko koi problem a raha hai Desktop, Laptop aur Windows ke Related to aap is mail id
khanabdulsalam19@gmail.com,
par apna contact Number problem ke saath mail kar sakte hai. Apko jald se jald Solution mil sakta hai. agar hardware me problem hai to call par Guide kar sakta hu,
aur apka windwos open ho raha hai, aur koi problem a raha hai.
to Remote par leke problem solve kar sakta hu.
Agar aap mumbai se ho to apko mai support kar sakta hu aap se Milke samne se.
yadi apko New Desktop, Laptop, windows, aur koi bhi computer part ya support chahiye to uper diye gaye mail id par contact kar sakte hai.