dell inspiron 3593 laptop upgrade option | RAM | SSD | HDD upgrade information in hindi

 Hello Dosto aapko is Article me dell inspiron 3593 laptop Ram Upgrade | dell inspiron 3593 laptop Ssd Upgrade | dell inspiron 3593 laptop Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

 

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.

 
aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 

 

 
 ham is article me janege ki dell inspiron 3593 laptop ko kaise upgrade kar sakte hai.dell inspiron 3593 laptop me ram slot kitna hai aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.
 
Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega, aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is dell inspiron 3593 laptop laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.
 
 Note – Is article me sirf dell inspiron 3593 model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apka laptop konsa model hai.
 
 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.
 
Click Here to find out model number.
 
 
 

 dell inspiron 3593 laptop Ram Upgrade :-

 
dell inspiron 3593 laptop me DDR4-2666mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega. Is laptop me 2 slot hai, ek slot me standard 8GB RAM pahle se hota hai. aur ek slot khali (empty) rahta hai.
 
 
Aur is laptop me total Maximum 32GB Ram upgrade kar sakte hai. Is laptop me 4GB ya 8GB Ram pahle se laga hota hai.
 

 

 
 
 
   
 
 
   

 

 

 dell inspiron 3593 laptop hard disk drive Replace or Upgrade :-

 
 dell inspiron 3593 laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka disk drive laga sakte hai is laptop,
 
 Jaise Ki WD 2.5inch HDD, Seagate 2.5 inch HDD, Hitach 2.5 inch HDD etc. maximum 2TB tak hard disk drive upgrade kar sakte hai. Recommended :- any hard disk drive -7200 RPM.
 

 

 
 

 

 

 
 

dell inspiron 3593 laptop Sata SSD Upgrade :-

 
 dell inspiron 3593 laptop me 2.5 inch sata SSD laga sakte lekin hard disk drive ki jagah par Replace karna hoga.
2.5 inch SSD  ke sath 2.5 HDD nahi kar sakte hai. ya to aap 2.5 inch SSD lagye ya to 2.5 inch HDD laga sakte hai.
 
 
 
 
 
 
 
 
 

 

 

 dell inspiron 3593 laptop M.2 SSD upgrade :-

 
 dell inspiron 3593 laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3 SSD lagega. aap is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.
is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive laga sakte hai.
 
 
 
 

 

Part Name Discriptions
RAM 2 Slot 1 Slot Empty, DDR4-2666mhz-SODIMM, Maximum-32GB RAM,
SATA SSD 2.5 inch sata SSD, Maximum – 2TB
M.2 SSD Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-2280ss, Maximum 2TB
HDD Any Brand 2.5inch HDD, Maximum 2TB

 

Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen
 
 
 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi