Lenovo V130-15ikb Ram Upgrade in hindi | Lenovo V130-15ikb Ssd Upgrade kaise karen in hindi

 Hello Dosto aapko is Article me Lenovo V130-15IKB Ram Upgrade | Lenovo V130-15IKB Ssd Upgrade | Lenovo V130-15IKB Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.

 
aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 

 
 ham is article me janege ki Lenovo V130-15IKB laptop ko kaise upgrade kar sakte hai.Lenovo V130-15IKB me ram slot kitna hai aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.
 
Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega, aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Lenovo V130-15IKB laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.
 
 Note – Is article me sirf Lenovo V130-15IKB model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.
 
 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.
 
Click Here to find out model number.
 

Lenovo V130-15IKB Ram Upgrade :-

 Lenovo V130-15IKB laptop me DDR4-2400mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega. Is laptop me keval Ek hi slot hai jisme aap RAM laga sakte hai. 
 
Aur is laptop me total Maximum 12GB hi Ram upgrade kar sakte hai. Is laptop me 4GB Ram Non Removable hota hai ( Mother board par 4GB RAM soldred kiya hota hai jisko change nahi kiya ja sakta hai jaise ki mobile phone me RAM hota hai).

 
 

 Lenovo V130-15IKB hard disk drive Replace or Upgrade :-

 Lenovo V130-15IKB laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive laga sakte hai is laptop,
 
 Jaise Ki WD 2.5inch HDD, Seagate 2.5 inch HDD, Hitach 2.5 inch HDD etc. maximum 2TB tak hard disk drive upgrade kar sakte hai. Recommended :- any hard disk drive -7200 RPM.
 
 
 

Lenovo V130-15IKB Sata SSD Upgrade :-

 Lenovo V130-15IKB laptop me 2.5 inch sata SSD laga sakte lekin hard disk drive ki jagah par Replace karna hoga.
2.5 inch SSD  ke sath 2.5 HDD nahi kar sakte hai. ya to aap 2.5 inch SSD lagye ya to 2.5 inch HDD laga sakte hai.
 
 
 
 

Lenovo V130-15IKB M.2 SSD upgrade :-

 Lenovo V130-15IKB laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3 SSD lagega. App is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.
is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive laga sakte hai.
 
Part Name Discriptions
RAM 1 Slot Empty ,4GB Non Removable (4GB onboard), DDR4-2400mhz-SODIMM, Maximum-12GB RAM,
SATA SSD 2.5 inch sata SSD, Maximum – 2TB
M.2 SSD Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-2280ss, Maximum 2TB
HDD Any Brand 2.5inch HDD, Maximum 2TB
Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen

One thought on “Lenovo V130-15ikb Ram Upgrade in hindi | Lenovo V130-15ikb Ssd Upgrade kaise karen in hindi

  • June 10, 2021 at 7:16 pm
    Permalink

    Is laptop me non removable ram he to 4gb se 12gb ram upgrades kese krenge

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi