Lenovo yoga 510-14ikb upgrade option in hindi | Lenovo yoga 510-14ikb RAM-SSD-HDD upgrade option in hindi

Hello Dosto aapko is Article me Lenovo yoga 510-14ikb Ram Upgrade, Lenovo yoga 510-14ikb Ssd Upgrade, Lenovo yoga 510-14ikb Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

Lenovo yoga 510-14ikb RAM-SSD-HDD upgrade option in hindi



aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.


aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 


 ham is article me janege ki Lenovo yoga 510-14ikb laptop ko kaise upgrade kar sakte hai. Lenovo yoga 510-14ikb me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.

Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega, aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Lenovo yoga 510-14ikb laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.

 Note – Is article me sirf Lenovo yoga 510-14ikb model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.

 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.

Click Here to find out model number.

 Lenovo yoga 510-14ikb Ram Upgrade :-

 Lenovo yoga 510-14ikb laptop me DDR4-2666mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega. Is laptop me keval 1 RAM slot hai aur usme pahle se hi RAM laga hota hai. is laptop me DDR4-2400mhz ka bhi RAM laga sakte hai.

Aur is laptop me total Maximum 16GB hi Ram upgrade kar sakte hai. Is laptop me RAM Mother board par soldred kiya hua nahi hota hai.


Amazon Link

1) Crucial 4GB DDR4 2400MHZ SODIMM

2) Crucial 8GB DDR4 2400 DDR4



 Lenovo yoga 510-14ikb hard disk drive Replace or Upgrade :-

 Lenovo yoga 510-14ikb laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive laga sakte hai is laptop,

 Jaise Ki WD 2.5inch HDD, Seagate 2.5 inch HDD, Hitach 2.5 inch HDD etc. maximum 2TB tak hard disk drive upgrade kar sakte hai. Recommended :- any hard disk drive -7200 RPM.

Lenovo yoga 510-14ikb Sata SSD Upgrade :-

 Lenovo yoga 510-14ikb laptop me 2.5 inch sata SSD laga sakte lekin hard disk drive ki jagah par Replace karna hoga.

2.5 inch SSD  ke sath 2.5 HDD nahi kar sakte hai. ya to aap 2.5 inch SSD lagye ya to 2.5 inch HDD laga sakte hai.

 Lenovo yoga 510-14ikb M.2 SSD upgrade :-

 Lenovo yoga 510-14ikb laptop me M.2 SSD slot nahi hai, yadi apko ssd lagana hai to 2.5 sata ssd lagana hoga, hdd ko replace karke.



Part Name Discriptions
RAM 1 Slot, DDR4-2666mhz-SODIMM, Maximum-16GB RAM,
SATA SSD 2.5 inch sata SSD, Maximum – 2TB
M.2 SSD M.2 slot nahi hai (NA)
HDD Any Brand 2.5inch HDD, Maximum 2TB

Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi