Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) Upgrade otion | RAM | SSD | HDD upgrade in hindi

Hello Dosto aapko is Article me Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) Ram Upgrade, Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) Ssd Upgrade, Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.

aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.


aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me. 


 ham is article me janege ki Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) laptop ko kaise upgrade kar sakte hai.Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.

Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega, aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.

 Note – Is article me sirf Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.

 Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.

Click Here to find out model number.

 Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) Ram Upgrade :-

Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) laptop me DDR4-3200mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega.

 Is laptop me keval Ek hi RAM slot hai jisme aap RAM laga sakte hai. 

Aur is laptop me total Maximum 20GB ya 24GB hi Ram upgrade kar sakte hai.

ye mai kyun bata raha hu ki 20GB ya 24GB upgrade kar sakte hai.

 kyun ki is laptop me 1 RAM slot hai jisme aap maximum 16GB ka 1 ram hi Laga sakte hai.

Isi model me part number ke hisab se koi laptop 4GB Non removable ke saath me ata hai.

Aur koi 8GB Ramovable ke saath ata hai .

Ab apko pata hona chahiye ki apke paas kitne GB Ram wala laptop hai.

Is base par aap 20GB ya 24GB kar sakte hai. 

 Is laptop me 4GB ya 8GB Ram Non Removable hota hai ( Mother board par 4GB 8GB RAM soldred kiya hota hai

 jisko change nahi kiya ja sakta hai jaise ki mobile phone me RAM hota hai).

1) Crucial 4GB DDR4 3200mhz SODIMM
https://amzn.to/35rLb1k
2)  Crucial RAM 8GB DDR4 3200 MHz SODIMM
https://amzn.to/2TBYHgc






 Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD)hard disk drive Replace or Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive nahi laga sakte hai.

Kyun ki is laptop me hard disk drive lagane ke liye jagah (space) nahi hai

Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) Sata SSD Upgrade :-

 Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) laptop me 2.5 inch sata SSD nahi laga sakte hain.

Kyun ki is laptop me hard disk drive lagane ke liye jagah (space) nahi hai

 Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) M.2 SSD upgrade :-

 Lenovo ThinkPad E14 Gen 2 (AMD) laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD lagega. App is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.

Is laptop me m.2 Nvme ke liye 2 slot is base par aap 2 m.2 Nvme SSD laga sakte hai.

is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive nahi laga sakte hai.


3)CRUCIAL P1 500GB 3D NAND NVMe PCIe M.2 SSD (CT500P1SSD8)
https://amzn.to/3zHRgov
4)Crucial P1 1TB 3D NAND NVMe PCIe M.2 SSD – CT1000P1SSD8
https://amzn.to/3gxVA1I
5) NVMe PCIe Internal SSD, up to 2000MB/s – CT2000P1SSD8
https://amzn.to/3cQrep1






Part Name Discriptions
RAM 1 Slot 1 Slot Empty, DDR4-3200mhz-SODIMM, Maximum-20GB or 24GB RAM,
SATA SSD Space not available
M.2 SSD Pcie M.2 Nvme 2280  Gen 3 SSD maximum 2 TB
HDD space not available

Note :- yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

English English Hindi Hindi