Dell latitude 7280 upgrade option | Ram | SSD | HDD upgrade information in hindi
Hello Dosto aapko is Article me Dell latitude 7280 Ram Upgrade, Dell latitude 7280 Ssd Upgrade, Dell latitude 7280 Hdd Upgrade karne ke bare me information milega.
aaj kal log shochte hai ki mera laptop ya desktop slow hai aur google par search karte hai,
ki jo bhi model rahta hai uska Ram, SSD, m.2ssd, aur hdd konsa lagega.
aur kya apke laptop me Ram slot hai ya nahi hai.apke laptop me konsa hardisk lagega.
aur maximum kitne GB ka HDD laga sakte hai. Yahi sab swal rahta hai laptop ya desktop user ke man me.
ham is article me janege ki Dell latitude 7280 laptop ko kaise upgrade kar sakte hai.
Dell latitude 7280 me ram slot kitna hai, aur maximum kitne GB tak Ram Upgrade kar sakte hai.
Aur is laptop me kon konsa ssd laga sakte hain, ssd maximum kitne GB tak laga sakte hai, aur hard disk drive konsa lagega,
aur maximum kitne GB tak HDD upgrade kar sakte ho .Aur is Dell latitude 7280 laptop me M.2 slot hai ki nahi hai.
Note – Is article me sirf Dell latitude 7280 model ke liye hi information hai aur kripa karke subse pahle apne laptop ke model ko check Karen ki apke laptop konsa model hai.
Yadi apko apne laptop ke model ke bare me nahi pata hai to neeche diye gaye link par click Karen.
aur article me diye instructions ko follow Karen aur apne laptop ke model ko pata Karen.
Click Here to find out model number.
Table of Contents
Dell latitude 7280 Ram Upgrade :-
Dell latitude 7280 laptop me DDR4-2133mhz aur 2400mhz SODIMM, 1.2 Voltage ka ram lagega. Is laptop me keval Ek hi slot hai jisme pahle se hi Ram laga hota hai.
is laptop me 2133mhz Ram aur 2400mhz ye dono speed ka Ram lag jayega.
Aur is laptop me total Maximum 16GB hi Ram upgrade kar sakte hai. Is laptop me 4GB aur 8GB Ram Removable hota hai.
Dell latitude 7280 hard disk drive Replace or Upgrade :-
Dell latitude 7280 laptop me aap koi bhi brand ka 2.5 inch ka hard disk drive nahi laga sakte hai is laptop me ,
Kyunki 2.5 sata hdd aur 2.5 sata ssd lagane ke liye space nahi hai.
Dell latitude 7280 Sata SSD Upgrade :-
Dell latitude 7280 laptop me 2.5 inch sata SSD nahi laga sakte hai.
Kyunki 2.5 sata hdd aur 2.5 sata ssd lagane ke liye space nahi hai
Dell latitude 7280 M.2 SSD upgrade :-
Dell latitude 7280 laptop me Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD lagega.
App is laptop me maximum 2TB M.2 SSD laga sakte hai.
is laptop me Pcie M.2 Nvme SSD ke saath 2.5 inch hard disk drive nahi laga sakte hai.
Kyunki 2.5 sata hdd aur 2.5 sata ssd lagane ke liye space nahi hai.
Part Name | Discriptions |
---|---|
RAM | 1 Slot , DDR4-2133mhz , 2400mhz-SODIMM, Maximum-16GB RAM, |
SATA SSD | 2.5 inch sata SSD nahi lagega (NA) |
M.2 SSD | Pcie M.2 Nvme-2280 Gen 3-SSD |
HDD | 2.5inch sata HDD nahi lagega (NA) |
Note :-
yadi App RAM purchase karne ke liye ja rahe hai to orignal Sumsung aur Crucial ka hi purchase karen.